Tyohar To Bahot Aate Hai. Aur Ye Tyohar hame Aannda Dete Hai. hamare Jivan Ko Kuchh Na Kuchh Sandesh Deke Jate Hai. Hindu Festival me Ye Makar Sankranti ka tyohar Manaya Jata hai. Use kai jagah Log Uttarayan Ke Namse Bhi jana Jata Hai. Log Ek Dusare ko Happy makar Sankranti Wish karte Hai. Sms Status Shayari KE jariye Ek Dusaro Ko Uttarayan ke AbhiNanadan Dete Hai. Ise Tyoharo Me facebook, Whatsapp, twitter Pe Share Karne layak Kuchh SMs, Shayari Status, Short-Small Status Ham Apake Liyelaye Hai.
Is Din KA Dharmik Mahatv bhi Hai, Surya makar Rashi Me pravesh Karta hai isliye makarsankranti Aur Uttar Disha Me Bhi aage Badhata Hai Isliye Uttarayan Bhi Kahate hai. Hindu Samaj Me Til-Gud ke laddu banakar Isme Kuchh paise rakhakar Dan Dene Ki Bhi Parmpara judi Hui hai. bachcho Ka To Ye Sabase Priya Tyohar Mana jata Hai. Is patangotv Ke parv pe Bachche Budhdhe Bhi Kite Udane ka Lupt Uthate hai.
Is Din KA Dharmik Mahatv bhi Hai, Surya makar Rashi Me pravesh Karta hai isliye makarsankranti Aur Uttar Disha Me Bhi aage Badhata Hai Isliye Uttarayan Bhi Kahate hai. Hindu Samaj Me Til-Gud ke laddu banakar Isme Kuchh paise rakhakar Dan Dene Ki Bhi Parmpara judi Hui hai. bachcho Ka To Ye Sabase Priya Tyohar Mana jata Hai. Is patangotv Ke parv pe Bachche Budhdhe Bhi Kite Udane ka Lupt Uthate hai.
Makar Sankranti In Hindi :
'मकर संक्रान्ति' हिंदुओं का एक प्रसिद्द त्यौहार है। यह भारत के कई हिस्सों में और भी कुछ अन्य भागों में मनाया जाता है। मकर संक्रान्ति आम तौर पर हर साल 14 जनवरी को मनाया जाता है। यह त्यौहार उन कुछ चुने हुए भारतीय हिंदू त्यौहारों में से एक है जो निश्चित तिथि को मनाये जाते हैं।
हिन्दू कैलेंडर के अनुसार पौष मास में जब सूर्य मकर राशि पर आता है तभी इस त्यौहार को मनाया जाता है। इस त्यौहार के दिन सूर्य धनु राशि को छोड़ मकर राशि में प्रवेश करता है। मकर संक्रान्ति के दिन से ही सूर्य की उत्तरायण गति भी प्रारम्भ होती है। इसलिये इस पर्व को कहीं-कहीं उत्तरायणी भी कहते हैं।
मकर संक्रान्ति मुख्य रूप से 'दान का पर्व' है। माघ मेले का पहला स्नान मकर संक्रान्ति से शुरू होकर शिवरात्रि के आख़िरी स्नान तक चलता है। मकर संक्रान्ति के दिन स्नान के बाद दान देने की भी परम्परा है। भारत के उत्तर प्रदेश राज्य में इस त्यौहार को खिचड़ी के नाम से भी जाना जाता है। इस दिन खिचड़ी खाने एवं खिचड़ी दान देने का अत्यधिक महत्व होता है।
Makar Sankranti Sms In Hindi :
Socha kisi apne se bat kare
Socha kisi apne se bat kare,Apne kisi khas ko yad kare,Kiya jo faisla,SANKRANT ki shubkamnaye dene ka,dil ne Kaha kyu na Apse shuruwat kare. HAPPY SANKRANT!
Tan mein masti,maan mein umang
Tan mein masti,maan mein umang,chalo akash mein dale rang,ho jaye sab sang-sang,Udayye PATANG!HAPPY MAKAR SANKRANTI
Ye saal ki “MAKAR SANKRANT
Ye saal ki “MAKAR SANKRANT” apke liye til-gul jaisi mithi aur ‘PATANG’ jaisi unchi udan laye HAPPY SANKRANTI
Bin sawan barsat nahi hoti Suraj dube
Bin sawan barsat nahi hoti Suraj dube bin rat nahi hoti Ab aesi adat ho gai hai ki aapko wish kiye bin kisi tyohar ki shuruwat nahi hoti HAPPYSANKRANTI
Makarsankranti san pahila anand
Makarsankranti san pahila anand ata nahi nirvalala priyjananchya sahvasat to tar adhikach darvalala
Tan mein masti
Tan mein masti
Mann mein umang.
Dekar sabko apnapan
Gud mein jaise meethapan.
Hokar saath hum Udayen PATANG
Aur bhar len aakash mein apne rang.
Happy Makar Sankranti!
Sab friend ko mile sanmati
Sab friend ko mile sanmati
Aaj hai makar sankranti
Sweet friend ug gaya dinkar
Udae patang hum milkar
Aakash ho patang se ata
Sunao wo mara wo kata
All frend aapko happy makar sankranti
May Makar Sankranti
Fill Your Life With Sweetness!
Til Hum Hai, Aur Gul Aap
Til Hum Hai, Aur Gul Aap,
Mithai Hum Hai Aur Mithas
Aap, Saal K Pahale
Tyohar Se Ho Rahi Aaj
Shuruwat Aap Ko Hamari Taraf
Se Happy Makar Sankrant.
Bajare Ki Roti
Bajare Ki Roti,
Nimbu Ka Achar,
Suraj Ki Kirne,
Chand Ki Chandani ,
Aur Apno Ka Pyaar.
Har Jeevan Ho Khushal
Mubarak Ho Aapko
Sankranti Ka Tyohar.
Wishing you a very Happy Lohri and Makar Sakranti
Wishing you a very Happy Lohri and Makar Sakranti as well.
May this harvest season bring you prosperity
And help you to fly high like a kite
Let us celebrate together.
As the sun starts northward journey
As the sun starts northward journey.
He makes all the happiness of throughout this year.
I wish you and your family a
Very Happy Makar Sankranti.
Makar Sankranti Sms
TIL hum hai, aur GUL aap,
MITHAI hum hai aur MITHAS aap,
SAAL ke pahale tyohar se ho rahi aaj SHURUWAT.
Aap ko hamari taraf se..
*HAPPY MAKAR SANKRANT*
Aapko mubarak ho sankrant ka tyohar
Mandir ki ghanti, Arti ki thali,
Nadi k kinare suraj ki lali,
Jindige me aye khushiyo ki bahar,
Aapko mubarak ho sankrant ka tyohar.
What is that bright light?
What is that bright light?
from where does this fragrance coming?
This gentle breeze.. cool air.. hearty music..
oh! its sankranthi.. Have a nice day!
With Great Devotion, Fervor and Gaiety
With Great Devotion,
Fervor and Gaiety,
With Rays of Joy and Hope,
Wish You and Your Family,
HAPPY MAKAR SANKRANTI
Moongfali di khusboo te Gurh di mithaas
Moongfali di khusboo te Gurh di mithaas,
Makki di roti te Sarson da Saag,
dil di khushi te apneya da pyar,
mubarak hove tuhanu Makar Sankranti da tyohar.
Wishing u a very happy Makar Sankranti
Wishing u a very happy Makar Sankranti
May the Makar Sankranti fire burns all the moments of sadness
and brings you warmth of joy n happiness and love..
Tyohar Nahi Hota Apna ya Paraya
Tyohar Nahi Hota Apna Ya Paraya,
Tyohar Hai Wahi Jo Sabne Milkar Manaya,
To Mila Do Gud Aur Til,
Aur PATANG Sang Ud Jane Do DIL.
HAPPY MAKAR SANKRANTI
Makar Sankranti SMS
Just Look Outside…
It’s So Bright And Sunny
The Sun’s Shining …
Flowers Are Blooming…
Birds Are Chirping…Happy Makar Sankranti
With The Bright Rays Of The Sun Comes Hope,
Joy And Abundance Wish You
And Your Near And Dear OnesHappy Makar Sankranti..
Wish The Raging Makar Sankranti
Fire Destroys All The Pain,
Worries And Sadness And Brings
Forth Only The Warmth Of Happiness,
Joy And LoveHappy Makar Sankranti
Bin sawan barsat
Bin sawan barsat nahi hoti
Suraj dube bin rat nahi hoti
Ab Aadat ho gai hai aisee ki aapko wish kiye bin kisi tyohar ki shuruwat nahi hoti
Makar Sankranti Ki Shubhkamnaye
0 comments:
Post a Comment